"Sad Shayari" or dard shayari section of this site is a principle to discuss the discomfort of thought of broken heart crazy. So do not lose your ideas and shayaris but discuss them with us to make sure that world can view your thinking and genuinely in your means. We have a big collection of shayari for facebook, hindi shayari, hindi shayari for facebook, shayari. We provide a system where you could share your shayaris with world and we motivate all types of depressing verse in different languages like urdu, hindi, punjabi and so on. So, exactly what are you waiting for, simply start reading our unfortunate shayari. If you like any shayari you can send it to your pals. Likewise don't forget to rate these dard shayaris.
- Zindagi hamaari yun hi sitam ho gayi Khushi na jaane kahan dafan ho gayi
- Sapna kabhi sakaar nahi hota, Mohabbat ka koi aakar nahi hota.
- Uske intezar ke maare hain hum Bus uski yaadon ke sahaare hain hum
- Woh mehandi wale hath mujhe dikha kar royi Ab main hoon kisi aur ki, yeh mujhe bata ka royi
- !Aakhri Baar Tere Pyaar Ko Sajda Kar Luon, Lout Ke Phir Teri Mehfil Mein Nahi Aayunga,
- !Hum kabhi mil na paye toh maaf karna, Aap ko yaad na kar paye toh maaf karna,
- !Kuch Nahi Baaki Bacha Hai Tere Jaane Ke Baad, Tadap Uth-ta Hai Mera Dil Aaye Jo Teri Yaad,
- !Ek Baat Satati Hai, Jab Teri Yaad Aati Hai, Kyu Mujhse Ruth Gaya, Jaane Kyu Door Gaya,
- !Pyar To Zindagi Ko Sajane Ke Liye Hai, Par Zindagi Bus Dard Badhane Ke Liye Hai,
- !Chaha tha tujhe wo meri khud garji thi, thukrayaa tune wo teri khud garji thi,
- !Woh bewafa hmara imtihan kya legi, jab milegi to najar jhuka legi,
- !Log phoolon se mohabbat karte hain, Kaanton ko kisne yaad kiya,
- !Tum aaye zindgi me kahani ban kar, Tum aaye zindgi me raat ki chandni ban kar,
- !Pi Hai Sharab Har Gali Ki Dukan Se, Dosti Si Ho Gayi Hai Sharab Ki Jam Se,
- !Pyaar Karke Jatayein Ye Jaruri To Nahi, Yaad Karke Koi Bataye Ye Jaruri To Nahi,
- !Bina Baat Ke Hi Ruthne Ki Adat Hai, Kisi Apne Ke Saat Na Paane Ki Adat Hai,
- Tanhai aksar puchti hai humse, Kya ab tak intzar hai unke laut aane ka,
- !Uski Chahat Se Ikrar Na Karte, Uski Kasmo Ka Aitbar Na Krte,
- !Ab Ansuon Ko Aankhon Mein sajaana Hoga, Chiraag Bhuj Gaye Khud Ko Jalana Hoga,
- !Iss pathar ki duniya mein, Aksar dil tut jaya karte hai.
Likha Khuda ne mohabbat sabki taqdeer mein
Hamaari baari aayi to syaahi hi khatm ho gayi.
Sab kuchh ho jata hai duniya mein,
Magar dobara kisi se sachcha pyaar nahi hota
Duniya jeet kar kya karna hai ab
Jise duniya se jeeta tha,
Aaj usi se haare hain hum
Pehle kehti thi ki nahi jee sakti tere bin
Aaj phir se woh baat dohra kar royi
Kaise kar loon uski mohabbat pe shak yaaron
Woh bhari mehfil mein mujhe gale laga kar royi
Apni Barbaad Mohabbat Ka Janaja Le Kar,
Teri Duniya Se Bahut Durr Chala Jaunga…!
Is Dil se toh kabhi Hum bhula na payenge aap ko,
Par ye Dil hi Agar Ruk Jaye toh maaf karna…!
Facebook Status
Mayoos Ho Gya Hun Mei Apni Sooni Zindagi Se,
Koi To Ho Jo Samjhe Mere Dil Ke Yeh Jajbaat…!
Ye Pehli Bar Hua, Ye Kyu Ehsas Hua,
Jane Anjane Kyuu…Mujhe Tumse Pyar Hua,
Hanste Hanste Roti Hu, Rote Rote Hansti Hun,
Phir Khud Se Kehti Hun Jo Hona Tha Ho Hi Gayaa…!
Mere Ander Ki Udasi Kash Koi To Padhe,
Kai Ye Hasta Hua Chehra To Zamane Ke Liye Hai…!
Tune jan mangi mohhabat me wo teri marji thi,
Hum bhi fanaa ho gaye ye meri marji thi…!
use meri kabar par diya jalane ko mat kehna,
nadan hai apna haath jala legi…!
Hum kaanton se mohabbat karte hain,
Kyunki phool ne hamein barbaad kiya…!
Basa lete hai jinhe hum aankho me,
Wo aksar nikal jate hai aankho se pani ban kar…!
Gujre Hai Hum Kuch Aise Mukam Se,
Ki Aankhen Bhar Aati Hai Mohabbat Ke Nam Se…!
Rone Wala To Dil Me Hi Ro Leta Hai,
Aankh Me Aansoon Aayein Ye Jaruri To Nahi…!
Tum Khush Raho Mera Kya Hai,
Mein To Aaina Hun Mujhe To Tutne Ki Adat Hai..!
Dil muskura k kehta hai,
Mujhe toh ab tak yakeen nahi unke chale jane ka…!
Agar Pata Hota Hum Sirf Mazak H Unke Liye,
Ksam Se Jaan De Dete Par Pyr N……… Krte…!
Na Samajhna Ke Tumse Bichad Ke Khush Hain Hum,
Hame Logon Ki Khaatir Muskurana Hoga…!
Ankehn bhi sambhal kar band karna,
Mere dost, palko ke bich bhi,
Sapne tut jaya karte hai…!